Sab To Mila Ke Peete Hain



Friendship Shayari

1) Mai zndagi ka saath nibhata chala gaya...
Har fikar ko dhuaan mein udata chala gaya...

Just like filmy doctors. ” ab sab chef ke haath me hai” Paavani Bishnoi; Roti ke bina insaan chaar hafte ji sakta hain, pani ke bina char din, aur hawa ke bina char minute, lekin yeh curryhaus bollywood dialogue contest for food freaks contest nahi jeeta toh kaise next gff contest pe umeed vapis aayegi. Yogesh Manchanda.

Zindagi Ki Yehi HI Reet Hai Peet Piche Sab Kamine Aur.Aage Sab Sweet Hai. Yaad Gaar Isliya Hai Hum Kyu Ki Hamari Mehfile Gaddaron Ke Sath Nahi Dildaaron Ke Sath Hai. Banda Acha Hoon Bas Naam Ka Bura Ban Gya Hoon. Me Chup Hoon Kuch Wajah Hai Jis Din Baras Jaunga Us Din Taras Bhi Nhi Khaunga. Sun Be Khajoor Waqt Waqt Ki Baat Hai Aaj Tera Hai. Thoda Gam Mila To Ghabra Ke Pee Gaye, Thodi Khushi Mili To Mila Ke Pee Gaye, Yu To Na Thi Hume Ye Peene Ki Aadat, Sharab Ko Tanha Dekh Taras Kha Ke Pee Gaye. थोड़ा गम मिला तो घबरा के पी गए, थोड़ी खुशी मिली तो मिला के पी गए.

2) Nikla tha ban thanke ladka humara,he is the best 😄
Sochke yeh ki aaj karunga ladki ko set...
Nikla tha ban thanke ladka humara,he is the best 😄
Sochke yeh ki aaj karunga ladki ko set...
Bhoola bhatka jab phone ke taraf dekha
Waha se jor se awaaz aayi...
U are DEAD 🤣🤣

3) Peete hai hum,
Humhe peelaya karo...

Peete hai hum,
Humhe peelaya karo.

Jaha khatam hui 1 bottle,
Dusri mangaya karo 😁😁

4) Tu laakh gunaah karle,
Ussay bhul jaunga mai
Teri haar buri baaton ko krdunga mai maaf.
Bas muskhra ke kehde iss dost ko apne dil ki baat...
Kya pata teri wajah se zindagi mai ; sambhal jaunga mai

5) Bhula do meri unn galtiyon ko ;
Naadaniyan thi wo meri
Bhula do meri unn galtiyon ko ;
Naadaniyan thi wo meri
Meri dosti hi hai jo tumhe de sakta hun....
Bas apna hath doobara badhakar ke to dekho bhul jaogi saare galtiyan meri 😌

6) Wo puchte hai ki kosni jo khaas baat hai.
Hum to kehte hai ki wo humari mohabbat hai.
Ek ehsas hai, jo bahut hi khaas hai.
Kuch ho na ho shararat jarur ho, toofan ke tarah aafat jarur ho...
Yeh gaale ke niche utarne ke baad jo ek raahat hai.
Madira to sirf iska ek naam hai, yeh to zindagi ka sabse khoobsurat pyaas hai 🥃

Sab to mila ke peete hain pani sharab mein ringtone

7) Bahut sehliya maine, fir bhi chain nhi aaya.
Jo saath the kabhi wo bhi mujhe be-bas chor gaye,
Aankhon me bas pani hi chaya.
Aankhein band thi, jab kholi to samne bas mera yaar nazar aaya.
Sirf mera wo yaar nazar aaya..

Sab To Mila Ke Peete Hain

8) Par dhire dhire dost kam hote gaye,
Khusiyan bhi batti gayi.
Hum wahi khade rahe, bewafaa jo the wo sath chodte gaye...

9) Humare pair nhi thirakte aiese hi, kuch aur chahiye.
Nah hi koi samaa chahiye nah chahiye koi mauseequi.
Chichore hum bhi hai, bas Nachane ke liye humhe sharaab ke saang apne yaar chahiye.

10) Waise to mai launda pehle se tha sakth,
Jaha bhi jarurat hoti hai de deta mai apna rakth.
Ladki mere paas aati to keh deta hun nhi hai mere paas waqt,
Hum to mann se bhi aur saar se bhi shakt.

Mila

11) Guzzar jaate hai har lamhe, wo lamhe bhi guzzar gaye
Saalon tak sath rahe fir ek~ek kar sab bichad gaye
Sehahar dar sehahar fir rahe hai sab dar~ba~dar
Raahat aaj ayi jab purane sare dost sehahar me wapas aa gaye..

12) Hum nashe me rehte hai yeh baat mante
Hum apna jaan ke kaatil khud hi ko mante
Yeh pyaalon ki wajah chaiye jo kuch ho
Khusi ke gum hum sab mai bannte.

Sab

13) yeh paimane ko jyada bharoge to chalak jayega
Mere dil ke taaro ko chedne se dard jhalak jayega
Yeh shaam to bahut hai haseen magar
Aap sath chaloge to karvaan aur bhi mehak jayega.

Sab To Mila Ke Peete Hain Hd

14) Jab jab khusiyon ne apna darwaaza hai khat khataya
Yaaron ka naam dekhar ussay unka pata bataya
Yeh sochkar bhaage the ki kisi roz inamat se nawaze jayenge
Har baar peeche hokar humne sabko aage badhaya.

Sab To Mila Ke Peete Hain Pani Sharab Mein

15) Hai jo chala yeh shaarab ka daur to chalne do
Ankhein band karne se pehle humein jeene do
Guftogoo chali hai ab to chalte rahe aae sakhi
Maykhane mai baithe hai thodi aur milane do
Chalegi ab yaha se sard hawayein bhi
Chand nazar ane se pehle suraaj ko to dhalne do.
16) Itne hi log hai mere, inhi ki jarurat hai mujhe
Iss garmi mai thandi purvai si raahat hai mujhe
Yehi to milkiyaat hai jissay mai apna keh sakhu
Har shaks jalkar kahe kya qismaat hai mujhe.
17) Tere liye zameer tak ko girwi rakhne ko taiyaar the
Wo to mukkarna padha jo dujji taraf mere yaar the
Suboh~shaam tak jo malool mai baitha karte the
Yaaron ki baaten na mankar hum mareez sa bimaar the.
18) Yeh din tere bina kahi sunnha sunnha rahega
Afsos rahega magar tu dost dil mai humesha rahega
Shukr mann ki kissay humare kam nahi hai yahan
Mai jaha rahu tera naam mere sath judda rahega.
19) Mila nahi hai mukammal jahaan abhi
Bache hai humare do~char jaan abhi
Yeh din mubharak unhe bhi jo duur hai
Yaaron ki badaulat kayam hai shaan abhi.